Mere Dil Jigar Se
Read Mere Dil Jigar Se lyrics by Alka Yagnik on LyroVerse, with linked artist context and related song paths.
The page facts to cite before the commentary
Use this page for the lyric text, linked artist context, and any LyroVerse editor's note attached to the song. Listener comments remain user-generated and should not be treated as the primary source.
Mere Dil Jigar Se
The lyric stays readable and compact here; the note and related paths sit nearby so you do not lose the song while looking for context.
mere dil jigar se guzri hai
ek ladki idhar se guzri hai
mere dil jigar se guzri hai
ek ladki idhar se guzri hai
gore gore gaalon waali, kaale kaale baalon waali
gore gore gaalon waali, kaale kaale baalon waali
baheki baheki chaalon waali, masti solaah saalon waali
deewaana karke gayi
o rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho
o rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho
mere dil jigar se guzra hai
ek ladka idhar se guzra hai
mere dil jigar se guzra hai
ek ladka idhar se guzra hai
seedha saadha bhola bhaala, mujhe tadpaane waala
seedha saadha bhola bhaala, mujhe tadpaane waala
raaton ko jagaane waala, khwaabon ko sajaane waala
deewaani karke gaya
o rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho
o rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho
haai haai haai teri aankhen bin kaajal kajraari
haai haai haai teri baatein lagti hai mujhko pyaari
hey, mera chain loota hai teri in adaaon ne
tere khwaab rehte hain meri in nigaahon mein
abhi abhi aayi ho, ruko zara jaao na
koi dekh lega yun, mujhe tum sataao na, na na na na
bachke nazar se guzri hai
ek ladki idhar se guzri hai
gore gore gaalon waali, kaale kaale baalon waali
gore gore gaalon waali, kaale kaale baalon waali
baheki baheki chaalon waali, masti solaah saalon waali
deewaana karke gayi
o rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho
o rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho
kal kal milne waala vaada dekho tum bhool na jaana
main jo bhool bhi jaaoon, tum mujhe yaad dilaana
ho, ghadi do ghadi ki bhi dooriyaan sataati hai
ho, tujhe raat din meri dhadkanein bulaati hai
badi pyaas jaagi hai, badi beqaraari hai
bas teri tamanna hai, teri khumaari hai, haan
dekho kidhar se guzra hai
ek ladka idhar se guzra hai
seedha saadha bhola bhaala, mujhe tadpaane waala
seedha saadha bhola bhaala, mujhe tadpaane waala
raaton ko jagaane waala, khwaabon ko sajaane waala
deewaani karke gaya
o rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho
o rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho
mere dil jigar se guzri hai
ek ladki idhar se guzri hai
gore gore gaalon waali, kaale kaale baalon waali
gore gore gaalon waali, kaale kaale baalon waali
baheki baheki chaalon waali, masti solaah saalon waali
deewaana karke gayi
o rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho
o rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho
What this page can answer fast
Who performs "Mere Dil Jigar Se"?
Alka Yagnik performs "Mere Dil Jigar Se", and this lyric page sits inside the Alka Yagnik catalog on LyroVerse.
Are there related songs to explore after "Mere Dil Jigar Se"?
Yes. The related section below points to Aaj Kaho Sanam Jitna and Salaam with a short reason for opening each page next.
Where can I find more songs by Alka Yagnik?
Use the artist link near the top of the page or the related paths section below to keep moving through Alka Yagnik's lyric pages.
Interpretations, questions, and corrections for this song
Interpretations, questions, memories, and correction notes live together here. The room stays noindex while the best insights are reviewed.
What people are saying
No listener comments on Mere Dil Jigar Se yet.
A strong comment here is specific: the phrase you keep hearing, the mood you come back for, or the reason this song stays in rotation.
Sign in to post the first listener note. Reporting stays open to everyone.