ehsaas ki jo jubaan ban gaye
ehsaas ki jo jubaan ban gaye
dil mein mere mehmaan ban gaye
aap ki tareef mein kya kahe
aap humari jaan ban gaye
aap humari jaan ban gaye
aap hi rab aap imaan ban gaye
aap humari jaan ban gaye
qismat se humein aap humdam mil gaye
jaise ki dua ko alfaaz mil gaye
socha jo nahin woh hasil ho gaya
chahun aur kya ke khuda de ab mujhe
rab se mila ek ayaan ban gaye
khwabo ka mere muqaam ban gaye
aap ki tareef mein kya kahe
aap humari jaan ban gaye
aap humari jaan ban gaye
aap hi rab aap imaan ban gaye
aap humari jaan ban gaye
deen hai ilaahi mera maan hai maahi
main to sajda karun unko
arz rubaani meri farz gawahi
meri ishq hua mujhko
deen hai ilaahi mera maan hai maahi
mai to sajda karun unko
arz rubaani meri farz gawahi
meri ishq hua mujhko
A strong comment here is specific: the phrase you keep hearing, the mood you come back for, or the reason this song stays in rotation.
Sign in to post the first listener note. Reporting stays open to everyone.